Ek gudiya ki kai kathaputliyon mein jaan hai
aaj shayar ye tamasha dekh kar hairaan hai
khaas sadaken band hain tab se marammat ke liye
ye humare waqt ki sabse badi pahchaan hai
ek budha aadami hai mulk mein ya youn kaho
is andheri kothari mein ek roshandaan hai
maslahat aameez hote hain siyaasat ke kadam
tu na samajhega siyaasat tu abhi insaan hai
is kadar pabandi-e-mazahab ki sadaken aapki
jab se aazadi mili mulk mein ramzaan hai
kal numaaish mein mila wo cheethardhe pahne hue
maine poocha naam to bola hindustaan hai
mujh mein rahte hain karodon log chup kaise rahoon
har ghazal ab saltanat ke naam ek bayaan hai
- Kavi Dushyant Kumar
india, jaipur, rajasthan, live fm, online fm radio, indian culture, love, poem, songs, motivational quotes, tourism, delhi, hindi songs, hindi poems, jodhpur, bikaner, jaisalmer, udaipur, indian tours, indian food, tourism, bharat, great poems, palaces, palaces of india, forts of india...
Showing posts with label SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label SHAYARI. Show all posts
Aapas Ki Baat
Hi Everyone
Thanks to all of you my blog viewers, its you all because of them my blog jump of 3800000 (38 Lac) rating points and this jump is in just 5 days.
Now my blog is in top 29 lac sites and in india its in top 90,000.
This my 10th blog and i am really very surprised and thankful to you all who spend there precious time to read and watch my blogs.I wish that i will receive your interest for my blogs in the future too.
I hope because of your efforts my blog will be in Top 10 Lac sites in next 5 days.I wanna say something for all of you my dear friends, these are my own words.
Ki :-
Tumne Jo Saath Diya, To Rahguzar Ban Gayi Humsafar Meri,
Mukaam Aur Bhi Paane Ke Liye, Bas Dekhne Ko Chahiye Nazar Teri.
I am not a Poet or a Shayar but I hope you will like it.
In the end Its a request to you all, Please keep reading and watching my blogs.Thanks once again.
Be Happy, Make Happy.....
Labels:
baate,
blog,
blogging,
SHAYARI
0
comments
Shayari - Comes from deep..Go into deep
KON DETA HAI UMAR BHAR KA SAHARA FARAZ,
LOG TO JANAZAI MAI BHI KHANDAI BADALTAI REHTAI HAI.....
MUJHE KHAIRAAT MEIN MILI KHUSIAN ACHI NAHI LAGTI FARAZ,
LOG TO JANAZAI MAI BHI KHANDAI BADALTAI REHTAI HAI.....
US SHAKS SE SIRF ITNA TALAQ HAI FARAZ,
WO JO HO PRESHAN HUME NEEND NAHI AATI.....
WO JO HO PRESHAN HUME NEEND NAHI AATI.....
MERE SABAR KI INTEHAA TO DEKHO FARAZ,
WO ROYA MERI BAAHON ME KISI AUR KE LIYE.....
MUJHE KHAIRAAT MEIN MILI KHUSIAN ACHI NAHI LAGTI FARAZ,
MAIN APNE DUKHON MEIN RAHTA HOON NAWABON KI TARAH.....
DIL KI CHOTON NE KABHI CHAEN SE RAHNE NA DIYA,
JAB CHALI SARD HAWA MAINE TUJHE YAAD KIYA,
ISKA RONA NAHI KYON TUM NE KIYA DIL BARBAAD,
ISKA GHAM HAI KI BAHUT DER MEIN BARBAAD KIYA.....
ZINDAGI TO APNE HI QADMON PE CHALTI HAI FARAZ,
AURON KE SAHARE TO JANAZE UTHA KARTE HAIN.....
WOH ZEHER DETA TO DUNIYA KI NAZRON MAIN AA JATA FARAZ,
SO US NAI YEH KIYA KI WAQT PAR DUWA NA DI.....
EK NAFRAT HI NAHI DUNIYA ME DARD KA SABAB FARAZ,
MOHABBAT BHI SAKOON WALO KO BADI TAKLEEF DETI HAI.....
Labels:
faraz ahmad faraz,
SHAYARI
0
comments
Subscribe to:
Posts (Atom)